mein is section me sab k liye ek ek joke likhne wala hu .
aaj kisi k liye to kal kisi aur k liye . hope u all will like it .
let me start frm maksa bro .
Maksa bro:-
ek baar meine maksa bhai ko kadak dhup mein baithe huwe dekha . to meine unke paas jakar kaha:are maksa bhai , itni kadak dhup mein kya kar rahe ho .?
maksa bhai :- kuch nahi . bas thoda sa pasina aa gaya tha .
dt:- to phir itni kadak dhup me kyun baithe ho ?
maksa bhai:- are yaar . pasina aane se gila ho gaya tha . bas wahi sukha raha tha .
