Quote:
Originally Posted by seela786 raste badal jate hai manzile badal jathi hai
kyu nahi badalte dil jo taqdeere badal jathi hai
dil wo hi rehta hai yaado ki dor mein bandha hua
ankho ki nami chupa kar nazre badal jathi hai
rooh rehti hai har lamha ashkbaar lab hanste hai
bahar or ander ki kis tarha fizaye badal jathi hai
koi hota hai rafta rafta zindagi se bohath door
hatho ki lakeere kyu aksar badal jathi hai |
Wah! Wah! aap kya likte hai....seela you are nice....
Ye kambakt raste bhi aksar badal jati hai
Muje jana udar hai magar ye kidar lagta hai
Udar mere Pyar khadi hai muje intajar kar rahi hai
Magar a raste hume unse door lagta chala hai
kya karu aapse door hone ka dardth ab bhi es dil me chupa hai
Aaj bhi wo bita huwa pal yaad karke hum rojate hai
kaas ye haato ki lakeer hum badal sakte to
hum aapse kabi bhi door chale nahi jaate
Kaas hum aapke aakhoke aasoon hote to
hum aapke aakh se kabi bhi na behejate