One More....
Aap karte kya hai?
Jee kuch nahin .mera matlab kuch karne ki zarorat nahin hai......baap ne bahut kamaya hai....baap ka bahut bada business hai
kis cheez ka business
Garments ka............hum garments export karte hai.........yahan kuch nahin aata.sub bahar jaata hai naam to suna hoga aaphe.......... "chaudhry n sons"
chaudhry n sons.........haan suna hai
suna hai?????
haan..kyonke aapke yahan jo kapda aata hai...woh humare factory se aata hai........Mehta & Group........bahut badi company hai.......bahut logon ko udhar dete hai.........subko.......... chaudhry n sons ......aapko ka bhi kuch udhar baki hai
dekhoonga dekhoonga......accounts dekhoonda
Mehta & Group.....................jab mera chaudhry n sons hi nahin hai..to uska Mehta & Group kaise ho sakta hai