!!::ONE more..::!! Deven Varma To Aamir Khan:
Tu jab jab khush huva hai tab tab mein barbaad huva hu..
Pehli baar jab tu khush huva tha jab maine tujhe raam-bharose rocket la ke diya tya.. Tu ne rocket jaladiya, baajuwale gupta saahab ki dukaan jal gayi.. Aaj tak logo ke sir mund-mund ke paise bhare jaa raha hu..
Dusri baar jab tu khush huva tya, jab maine tujhe cycle la ke di thi.. Tu ne cycle chadhadi mere babuji ke per par.. Marte dum tak langade babu ke naam se jaane gaye..
Teesri baar tu jab khush tha, jab teri maami ke ghaagre ka naada.. .. .. .. Aamir to Varma:
Bus bus pitaji.. Ab to mein woh karne ja raha hu jiske liye mera janam huva hai..
__________________ Chakuda.. :wink: Only For Chakudi.. :wink: |