Woh jab bhi bolta hai kayiN dil jalaa ke bolta hai Haq parast hai jo haq pe sar uthaa ke bolta hai Us ka sikka chalta hai duniyaa ke bazaar meiN Jo jhuth ko bhi danke pe thok bajaa ke bolta hai Masoom se sach ko bhi fasaana bana deta hai Har shaks jo mirch masaala lagaa ke bolta hai Jaane Tameez O adaab kahaaN jaa rahe haiN Kal ka bachcha bhi aankheN dikhaa ke bolta hai Mujhe nind se jaagne ka koyiN dar nahi hai ...
Suna hai Chand bhi takta hai ussay falak se Suna hai sitare sharmate hai uski chamak se Suna hai uske mahakaar ka aisa asar hai Suna hai Gul bhi mahakte hai uski mahak se Suna hai uski gali me dhadkane sunai deti hai Suna hai dil zoro se dhadakte hai uski chhak se Suna hai aashqui mijaaz rakhane wale log Rah mud ke dekte hai uski chudiyo ki khanak se Suna hai uske husn ka charcha hai har suu Suna hai zaif bhi ankhbhar ...
I ask that spirit walk with me this day and that I have the courage to carry this truth within me in all that I do. To fully stand in my own truth and power is to honor the spirit within Help me today to re-member both who I am and who I am not. Who I am is magnificent, yet to carry a facade of who I am not only detracts from that magnificence. To accept the truth of my own limitations, clears the path to carrying my true power. ...
Meri Har duaa mein zikra uska yaa Elaahi.....! Ghubar e gham e dil ka aah bharna zaruri hai Dii lambi zindagi to aisa hafezaa na deta Yaadasht di hai to ab yaad karna zaruri hai Ishtehar e tawajjo e niggah padi unki jo Muddat bad naam suna sawarna zaruri hai Kya twaab e taubaa kare, kya khawab kahe Har haal mein hai maut, chunache marna zaruri hai
Kis liye log teri mehfil key itne diwaane hai.n Shamma jal rahi hai tab tak ye parwaane hai.n Apne bahar-e anjuman pe aap na itraiye Ye mousami gul hai ye to aane jaane hai.n Koi baat nayi sunaye mazi-e haal se parey choriye ab to woh jo kissey puraane hai.n Aap kariye jo sitam karna hai hum bhi dekhe Hume bhi apne abhi sabar azmaane hai.n Kaat ke dekho par mere mai bebas nahi hu Jalwe apne Parwaaz key abhi to dikhaane ...